Roman script

bechen nazar betab jigar 
ye dil hai kisi ka diwana haye diwana 
kab sham ho aur wo sham jale 
kab udkar pahuche parwana haye parwana 
hai dil ka chaman khilne ke liye 
aayega koi milne ke liye 
hai dil ka chaman khilne ke liye 
aayega koi milne ke liye 
phulo se kaho taaro se kaho 
phulo se kaho taaro se kaho 
chupke se saja de wirana haye wirana 
jab raat jara sabnam se dhule 
lehrayi huyi wo julaf khule 
jab raat jara sabnam se dhule 
lehrayi huyi wo julaf khule 
nazaro se nazar ek bhed kahe 
nazaro se nazar ek bhed kahe 
dil dil se kahe ek afsana haye afsana 
rangin fija chhye to hara 
wade pe koi aaye to jara 
rangin fija chhye to hara 
wade pe koi aaye to jara 
ae josh wafa dil chij hai kya 
ae josh wafa dil chij hai kya
ham jaan bhi de de nazrana haye nazrana
bechen nazar betab jigar 
ye dil hai kisi ka diwana hay diwana

Song details

Song video

Watch on YouTube