Roman script

tumko hi dhundte rahe jabse nazar mili 

fariyaad tak thami na teri, rahgujar bhi meri

lagta hai aaj tu mere dil ke karib hain 

muddat ke baad, dil ko teri ek khabar mili 

hain zindagi ko tera intjaar saaiyan 

aa aa aa saaiyan

hain husnwaale ko teri kiza saiya 

aa a aa saiyan 

hain zindagi ko tera intjaar

meri nigaho ke had se bahut dur na ho 

tu meri baho ki had se bahut dur na ho

nazar ki roshni dil bekraar 

dil bekraar aa aa saaiyan 

ae husnvalo ki teri intjaar saaiyan 

aa aa aa

Explore this song