Roman script

bechain hun bechain judai me hun 

mukhtar madina mukhtar madina 

ab pas bula lo mujhe

mukhtar madina

do jaldi khabar aham de 

mukhtar madina

kahte hai farishte jise wo naam hai tera

mahbub ae khuda sab ke kadam aam hai tera

sartajo ke sartaj

sartajo ke sartaj ho kar bar na jana 

ab pas bula lo mujhe

mukhtar madina

do jaldi khabar aham de 

mukhtar madina

ae hind ke minaro ko pao shan badhao 

himmat to manjil ki sada rah dikhaye

is dil me to ghar kar gaye 

is dil me to ghar kar gaye

minare madina 

do jaldi khabar aham de

mukhtar madina 

ab pas bula lo mujhe 

mukhtar madina

Explore this song