Roman script

bebas ankhen soch rahi hain

bebas ankhen soch rahi hain

kya ubhra kya dub gaya

bebas ankhen soch rahi hain

kya ubhra kya dub gaya

ek meri kismat ka tara

ek meri kismat ka tara

nikala chamka dub gaya

bebas ankhen soch rahi hain

tum to pal do pal ko aye

pyas jaga kar chale gaye

tum to pal do pal ko aye

pyas jaga kar chale gaye

pyas jaga kar chale gaye

us shab mujhko neend na ayi

us shab mujhko neend na ayi

ik ik sapna dub gaya

bebas ankhen soch rahi hain

tum ko naseem apna hi gum hain

lekin ye kyun bhul gaye

tum ko naseem apna hi gum hain

lekin ye kyun bhul gaye

lekin ye kyun bhul gaye

waqt ke is gehare sagar me

waqt ke is gehare sagar me

jane kya kya dub gaya

bebas ankhen soch rahi hain

kya ubhra kya dub gaya

ek meri kismat ka tara

ek meri kismat ka tara

nikala chamka dub gaya

bebas ankhen soch rahi hain

kya ubhra kya dub gaya

bebas ankhen soch rahi hain

Explore this song