Roman script

bawari piya ki, bawari piya ki, bawari piya ki
bawari piya ki, bawari piya ki, bawari piya ki
kase kahe jake pir jiyaki
bawari piya ki, bawari piya ki
bawari piya ki, bawari piya ki
piyu rang mann ki chunar rangayi 
piyu rang mann ki chunar rangayi 
piyu piyu rath ke piyu me samayi
ban gayi chhaya 
ban gayi chhaya, chhal baliya ki
bawari piya ki, bawari piya ki
bawari piya ki, bawari piya ki
ith uth dekhe panth nihare 
ith uth dekhe panth nihare 
har din palchhin nam pukare
sud nahi bisare, sud nahi bisare
sud nahi bisare, mann basiya ki
bawari piya ki, bawari piya ki
bawari piya ki, bawari piya ki 
kase kahe jake pir jiyaki
bawari piya ki, bawari piya ki, bawari piya ki
bawari piya ki, bawari piya ki, bawari piya ki

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Salman Khan, Rani Mukherjee