Roman script

batli wale ne batli diya

thoda sa humne bhi andar kiya

roz marta tha aaj hum jiya

bolo achha kiya ya bura kiya

batli wale ne batli diya

thoda sa humne bhi andar kiya

roz marta tha aaj hum jiya

bolo achha kiya ya bura kiya

mehmaan banke aaya aur bas gaya

hum chakkar dete huye khud fas gaya

arey mehman banke aaya aur bas gaya

hum chalkar dete huye khud fas gaya

faltu me hum ye zokhim liya 

arey lambu ne humko lut liya

batli wale ne batli diya

thoda sa humne bhi andar kiya

roz marta tha aaj hum jiya

bolo achha kiya ya bura kiya

ghar bhi liya aur sab kuch liya

lafde pe usne lafda kiya 

arey ghar bhi liya aur sab kuch liya

lafde pe usne lafda kiya

apun ke pas hai tigadam bahut

ab hum banega lambu ki maut

batli wale ne batli diya

thoda sa humne bhi andar kiya

roz marta tha aaj hum jiya

bolo achha kiya ya bura kiya

Explore this song