Roman script

bata du kya lana, tum laut ke aa jana, ye chhota sa nazrana

piya yad rakhoge ke bhul jaoge, yad rakhoge ke bhul jaoge

sajte hain jo tan pe hamare

sajte hain jo tan pe hamare wo hain piya nain tumhare

hai lat jo mathe pe aayi si, chudi hai meri kalayi ki

palat ke jab ana, ye lat ye nazar lana, ye chhota sa nazrana

piya yad rakhoge ke bhul jaoge, yad rakhoge ke bhul jaoge

chahat se ye mang bharungi

chahat se ye mang bharungi bindiya ka main chah karungi

mathhe pe lage suhani si, hontho pe tere nishani si

balamwa jab ana, bindiya tumhi ban jana, ye chota sa nazrana

piya yad rakhoge ke bhul jaoge, yad rakhoge ke bhul jaoge

aankho me chand banke ubharna

aankho me chand banke ubharna dekho balam der na karna

rahta hai dil me tumhara dil, darta hai phir bhi hamara dil

bahut na tarsana, tum laut ke aa jana, ye chhota sa nazrana

piya yad rakhoge ke bhul jaoge, yad rakhoge ke bhul jaoge

bata du kya lana, tum laut ke aa jana, ye chhota sa nazrana

piya yad rakhoge ke bhul jaoge, yad rakhoge ke bhul jaoge

Explore this song