Roman script

bata de koi mohe shyam ki dagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

shyam ki dagariya more ram ki dagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

kahan main dhundhu sita raman ko

kaise main paau shyam sunder ko

bata de koi shyam se milne ki jataniya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

shyam sunder ki mohini murat

ram krishan ki saanwali surat

shyam sunder ki mohini murat

ram krishan ki saanwali surat

dikha de koi dono ki mohini muratiya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

nis din tarsat nain humare

kaise milenge mohe ram pyare

nis din tarsat nain humare

kaise milenge mohe ram pyare

dikha de koi lalita ko shyam ki nagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

shyam ki dagariya more ram ki dagariya

bata de koi mohe shyam ki dagariya

Explore this song