Roman script

basti basti parvat parvat gata jaye banjara

lekar dil ka iktara basti basti parvat parvat 

gata jaye banjara lekar dil ka iktara

duniya ke baazar me aakhir 

chahat bhi vyapar bani

duniya ke baazar me aakhir 

chahat bhi vyapar bani tere dil se unke dil tak 

chaandi ki diwar bani chaandi ki diwar bani 

basti basti parvat parvat gata jaye banjara

lekar dil ka iktara basti basti parvat parvat 

gata jaye banjara lekar dil ka iktara

ham jaiso ke bhag me likha 

chahat ka vardaan nahi 

ham jaiso ke bhag me likha 

chahat ka vardaan nahi

jisne hamko janam diya

wo patthar hai bhagwan nahi 

wo patthar hai bhagwan nahi 

wo patthar hai bhagwan nahi 

basti basti parvat parvat gata jaye banjara

lekar dil ka iktara basti basti parvat parvat 

gata jaye banjara lekar dil ka iktara

Explore this song