Roman script

basant chhaya basant chhaya basant chhaya
basant chhaya charo aur 
han chhaya charo aur basant chhaya 
basant chhaya charo aur 
han chhaya charo aur 
basant chhaya 
phulo se uth lahar mile 
phulo se uth lahar mile 
pedo se lipat lipat ke 
phulo se uth lahar mile 
pedo se lipat lipat ke 
dali dali pe phul khile 
dali dali pe phul khile 
jinse bhanvra kare khel 
jinse bhanvra kare khel 
le le kaliyo ka 
le le kaliyo ka yauvan uda de 
wo mast pawan bana do 
le le kaliyo ka 
le le kaliyo ka yauvan uda de 
wo mast pawan bana do 
bahar kaha dhundhe bavle 
dekho bhitar haridy khol 
bahar kaha dhundhe bavle 
dekho bhitar haridy khol
bhitar chhipi man me teri han ha 
bhitar chhipi man me teri 
dhire dhire rahi bol 
dhire dhire rahi bol 
samjhi bhitar se ho ya bahar se 
bhitar se ho ya bahar se 
in jhagdo se aaj hume kya 
in jhagdo se aaj hume kya 
aaya basant mera aaya basant mera
pyar nahi van sara khol 
aaya basant mera aaya basant mera
pyar nahi van sara khol 
dekho koyal kare saur 
dekho koyal kare saur 
basant chhaya basant chhaya basant chhaya
basant chhaya charo aur 
han chhaya charo aur basant chhaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Amirbai Karnataki, Rajkumari