Roman script

bas ke duswar hai har kaam ka aasan hona

aadmi ko bhi maysar nahi insaan hona

ghar humara jo na rote bhi to wiran hota

pehar agar pehar na hota to bhi aabad hota

hasarate katl raahe dariya mein fana ho jana

dard ka had se gujrna dawa ho jana

dard unse kaise dawa na huaa

main na achha huaa bura na huaa

itne mariyam huaa kare koi

mere dukh ki dawa kare koi

mere dukh ki dawa kare koi

bak raha hu junun mein kya kya kuch

bak raha hu junun mein kya kya kuch

kuch na samjhe khuda kare koi

kuch na samjhe khuda kare koi

kuch na samjhe khuda kare koi

Explore this song