Roman script

bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai

jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai

main ek katra hu, mera alag wajud to hai

hua kare jo samandar, meri talaash me hai

hua kare jo samandar, meri talaash me hai

jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai

bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai

main dewtaa ki tarah, qaid apne mandir me

wo mere jism ke baahar, meri talaash me hai

wo mere jism ke baahar, meri talaash me hai

jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai

bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai

main jiske haath me, ek phul deke aaya tha

usi ke haath ka patthar, meri talaash me hai

usi ke haath ka patthar, meri talaash me hai

jo roj bhesh badal kar, meri talaash me hai

bas ek waqt ka khanjar, meri talaash me hai

Explore this song