Roman script

bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal 
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal 
tu ek bar jo pyar se mujhko chhu le to 
har jakhm bhar jayega
jara iltija sunle diwane dil ki mujhe apne dil se laga
tere pyar me aise jiye hum, jala hai ye dil ye aankhe hui nam
tere pyar me aise jiye hum, jala hai ye dil ye aankhe hui nam
hamare khayalo me, khwabo me, yaado me, baato me rehte ho tum
badha ke me ye hath chhuna jo chahu to
pal bhar me hote ho gum
tere pyar me  aise jiye hum, jala hai ye dil ye aankhe hui nam
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal 
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal 
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal  
suna hai mohabbat ki takdir me, likhe hai andhere ghane
tabhi aaj shayad sitare sabhi, jara sa hi roshan huve 
mere hath ki in lakiro me ilkhe, abhi aur kitne sitam
khafa ho gayi hai khushi wakt se, ho rahe hai meharban gum
tere pyar me aise jiye hum, jala hai ye dil ye aankhe hui nam
tere pyar me aise jiye hum, jala hai ye dil ye aankhe hui nam
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal 
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal 
bas ek pal, bas ek pal, bas ek pal

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Dominique Cerejo, K. K.