Roman script

barse jaadu dil bekabu 

chain liya hai chhin le

tune kaisi bajayi bin re

tune kaisi bajayi bin re

barse jaadu dil bekabu 

chain liya hai chhin le

tune kaisi bajayi bin re

tune kaisi bajayi bin re

aankh nashe me dil hai maje me

masti ki barsat hai

masti ki barsat hai

hosh udana hosh me lana 

sab kuch tere hath hai

sab kuch tere hath hai

rut hai suhani mai divani

nagmo ki sokin re 

tune kaisi bajayi bin re

tune kaisi bajayi bin re

Explore this song