Roman script

barood hoon main mere paas na aa

jal jaayega nazarein na mila 

barood hoon main  mere paas na aa

jal jaayega nazarein na mila 

bacha le tu khud ko bacha le

bacha le tu khud ko bacha le

phoonk diye jaane kitne diwaano ke ghar maine

gaya kaam se dekha jisko nazar utha kar maine

phoonk diye jaane kitne diwaano ke ghar maine

gaya kaam se dekha jisko nazar utha kar maine

santri mantri jal gye hain sbhi 

jalke is aag mein gal gye hain sbhi 

kar apni fikar are khud ko bacha re

oh barood hoon main mere paas na aa 

bacha le tu khud ko bacha le re

bacha le tu khud ko bacha le

america africa maane maan gya izlraiel m

mujhse jyada khatarnaak nhi unke paas misaael

aih america africa maane maan gya izlraiel 

mujhse jyada khatarnaak nhi unke paas misaael

main jahan bhi gyi mach gayi khalbali  

wo mauhalla jala jal gayi har gali 

machhis ki mujhe re tilli na dikha 

jal jayega re mere pass na aa

bacha le tu khud ko bacha le

bacha le tu khud ko bacha le

barood hoon main mere paas na aa

jal jaayega nazarein na mila

Explore this song