Roman script

barha dil me ek sawal aaya

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

do kadam sath bas chale tum hum

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

teri baato pe musakraye aakhe

teri khushabu se gungunaye sase

mere iss dil ko hai bas ek hi gam

humsafar to na the kabhi tum hum

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

do kadam sath bas chale tum hum

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

aaj phir teri yad aayi hai

paas mere meri tanhai hai

chalo achha hai tute sare bharam

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

aaj socha to ye khayal aaya

do kadam sath bas chale tum hum

humsafar to na the kabhi tum hum 

barha dil me ek sawal aaya

Explore this song