Roman script

barbad kar dala mujhe barbad kar dala

gulabi ne gulabi ne gulabi ne 

badnaam kar dala mujhe badnam kar dala

sharabi ne sharabi ne sharabi ne 

na main peeta na gam hota na 

ye ruswayiya hoti

na main peeta na gam hota na 

ye ruswayiya hoti

tere khatir jamane mein na 

ye badnamiya hoti 

tere khatir jamane mein na 

ye badnamiya hoti 

main khud pachhata rahi hu 

daal ke nadan se pala 

main khud pachhata rahi hu 

daal kar nadan se pala 

mujhe badnam kar dala

mujhe badnam kar dala

sharabi ne sharabi ne sharabi ne

barbad kar dala mujhe barbad kar dala

gulabi ne gulabi ne gulabi ne 

tera mara hua hamne kabhi bachata nahi dekha

magar maine sharifo ko bahakta bhi nahi dekha 

tujhe pee kar koi deewana jab masti mein aata hai 

kaha hai kaun hai kiske liye hai bhul jata hai 

mujhe pee kar hi asali roop mein insan aata hai 

meri masti mein har aadmi pahchana jata hai 

meri khubi ko bad pahchan skta hai najar wala

meri khubi ko bad pahchan skta hai najar wala

mujhe badnam kar dala

mujhe badnam kar dala

sharabi ne sharabi ne sharabi ne 

barbad kar dala mujhe barbad kar dala

gulabi ne gulabi ne gulabi ne

Explore this song