Roman script

ho khafai jo ye bedaag hui 
dil ki duniya meri barbad hui 
barbad kar ke humko aabaad ho rahe hai 
barbad kar ke humko aabaad ho rahe hai
nashad hoke hum bhi kismat ko ro rahe hai 
barbad karke humko 
ab kya karege ji ke jine ka kya sahara 
ab kya karege ji ke jine ka kya sahara 
hum de ke dil ko aapna gairo ke ho rahe hai  
barbad karke humko
phulo ko yaad hogi aakriti humari 
phulo ko yaad hogi aakriti humari 
sabnam bhi dekhti hai hum kaise ro rahe hai 
barbad karke humko 
tupha se kya gila hai dariya se kya sikayat
tupha se kya gila hai dariya se kya sikayat
kashti chalne wale kashti dubo rahe hai 
barbad karke humko aabaal ho rahe hai 
barbad karke humko

Song details

Song video

Watch on YouTube