Roman script

baraste pani ka maja kuch or hoga

baraste pani ka maja kuch or hoga

jindgani ka maja kuch or hoga

kyunki mai teri jindagi me aa gaya hu

kyunki mai teri jindagi me aa gaya hu

baraste pani ka maja kuch or hoga

jindgani ka maja kuch or hoga

kyunki mai teri jindagi me aa gayi hu

kyunki mai teri jindagi me aa gayi hu

baraste pani ka maja kuch or hoga

pahle bhi khushiyo ke mele the, lekin aye sathi hum akele the

pahle bhi khushiyo ke mele the, lekin aye sathi hum akele the

khusbu ke jhoke the angdayi thi, charo taraf lekin tanhayi thi

na tanhayi hai na dil me koi pyas hai

na tanhayi hai na dil me koi pyas hai

mera dilbar mera sathi mere sath hai

baraste pani ka maja kuch or hoga

jindgani ka maja kuch or hoga

kyunki mai teri jindagi me aa gayi hu

kyunki mai teri jindagi me aa gaya hu

baraste pani ka maja kuch or hoga

dil ki gali me aake jana na, mujhko kabhi bhi tum bhulana na

dil ki gali me aake jana na, mujhko kabhi bhi tum bhulana na

teri ada pe lut jaunga, julfo ke saye saye gaunga

tere in hatho me ab to mera hath hai

tere in hatho me ab to mera hath hai

tera mera sathi jiwan bhar ka sath hai

baraste pani ka maja kuch or hoga

jindgani ka maja kuch or hoga

kyunki mai teri jindagi me aa gaya hu

kyunki mai teri jindagi me aa gayi hu

baraste pani ka maja kuch or hoga

Explore this song