Roman script

kab aaoge kab aaoge kab aaoge balma

baras baras badli bhi bikhar gayi

ab kab aaoge balma ab kab aaoge balma

paschim se purab aake meet gaye jhum ke

tum nahi aaye papi pardesh ghum ke

taras taras ankhiya bhi bikhar gayi

taras taras ankhiya bhi bikhar gayi

ab kab aaoge balma

ab kab aaoge balma

tumse bedarda balam

mujhse bhi purana hai

meri umange nayi dard purana hai

mujhse bhi purana hai

utar utar mehndi bhi utar gayi

utar utar mehndi bhi utar gayi

ab kab aaoge balma

ab kab aaoge balma

baras baras badli bhi

bichhad gayi

Explore this song