Roman script
banvari re jine ka sahara tera nam re mujhe duniya valo se kya kam re banvari re jine ka sahara tera nam re mujhe duniya valo se kya kam re jhuthi duniya jhuthe bandhan jhuthi hai ye maya jhuthi duniya jhuthe bandhan jhuthi hai ye maya jhutha saans ka aana jana jhuthi hai ye kaya o yahan sancha tera nam re banvari re jine ka sahara tera nam re mujhe duniya valo se kya kam re rang me tere rang gayi girdhar chhod diya jag sara rang me tere rang gayi girdhar chhod diya jag sara ban gaye tere prem ki jogan lekar man ekatara o mujhe pyara tera dham re banvari re jine ka sahara tera nam re mujhe duniya valo se kya kam re darshan tera jis din pau har chinta mit jaye darshan tera jis din pau har chinta mit jaye jivan mera in charno me aas ki jyot jalaye o meri baah pakad lo shyam re banvari re jine ka sahara tera nam re mujhe duniya valo se kya kam re banvari re jine ka sahara tera nam re mujhe duniya valo se kya kam re
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Ek Phool Char Kante (1960)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Waheeda Rehman
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Dhumal
- Actor: David
- Actor: Helen
- Actor: Johnny Walker
- Actor: Rashid Khan
Song video
actor: Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Dhumal