Roman script

bangal ki mai shamo sahar

dekh raha hu

bangal ki mai shamo sahar

dekh raha hu

har chand ke hu dur magar

dekh raha hu

har chand ke hu dur magar

dekh raha hu

iflash ki mari hui

makhluk sare rah

iflash ki mari hui

makhluk sar rah

begauro kafan khak basar

dekh raha hu

begauro kafan khak basar

dekh raha hu

insan ke hote hue

insan ka ye hashar

insan ke hote hue

insan ka ye hashar

dekha nahi jata hai magar

dekh raha hu

dekha nahi jata hai magar

dekh raha hu

rahmat ka chamakne ko hai

fir nayyar taba

rahmat ka chamakne ko hai

fir nayyar taba

hone ko hai is sab ki

sahar dekh raha hu

hone ko hai is sab ki sahar

dekh raha hu

bangal ki mai shamo sahar

dekh raha hu

har chand ke hu dur magar

dekh raha hu

Explore this song