Roman script

bane pujari premi saaqi 
ganga jal pawan hala 
rahe ferta avirat gati se 
madhu ke pyalo ki mala 
aur liye ja aur peeye ja 
aur liye ja aur peeye ja 
isi mantr ka jaap kare 
main shiv ki pratima ban baithu 
main shiv ki pratima ban baithu 
mandir ho ye madhushala 
main shiv ki pratima ban baithu 
mandir ho ye madhushala

Song details

Song video

Watch on YouTube