Roman script

bandobast hai jabardast hai, bandobast hai jabardast hai

bandobast hai bandobast hai, bandobast hai bandobast hai

khun ki khusbu badi mast hai

hamara hukmara bada are kambakhat hai

bandobast hai jabardast hai, bandobast hai bandobast hai

bandobast hai bandobast hai

khun ki khusbu badi mast hai

hamara hukmara bada are kambakhat hai

samay bada ghar kar deta hai, samay ke hath me aari hai

waqt se panja mat lena, waqt ka panja bhari hai

samay bada ghar kar deta hai, samay ke hath me aari hai

waqt se panja mat lena, waqt ka panja bhari hai

sing hawaa ke naa pakdo, aandhi hai ye naa pakdo

jado ke taake kat jaayenge, mar kulhadi naa pakdo

kaal ki are kaal ke, laathi badi hi sakt hai

bandobast hai, hamara hukmara kambakhat hai

jo matti me ugate hai, unko dafana ke kyaa hoga

jo nange tan jite hai, unko kafanaa ke kyaa hogaa

dafn karo na matti main, chadhe hai apni bhakti main

matti me dil boye hai, ham ugate hai matti me

kok ki are kok ki, muddhi badi hi sakt hai

bandobast hai jabardast hai, bandobast hai bandobast hai

bandobast hai bandobast hai

khun ki khusbu badi mast hai

hamara hukmara bada are kambakhat hai

Explore this song