Roman script

ae ajnabi ye to bata

mujhse hai hui kya khata

khamosh kyun nahi ye pal

madhosh yu tera payan

ho ho 

bandishe, ranjishe hain bas mein nahi

khwahishein, manzile hain aur kahin

bandishe, ranjishe hain bas mein nahi

khwahishe, manzile hain aur kahin

izhaar-e-dil sun to zara

maasum si dil ki sada

gumsum take raah teri

maange tujhe ab har dua

pyaar ke sisile hain bas mein nahi

khwahishein, manzile hain aur kahin

pyaar ke silsile hain bas mein nahi

khwahishein, manzile hain aur kahin

dil tumse jo milne laga

jal utha, dahakne laga

tere bina naa laage kahin

kis bhul ki hai ye saza

ho faasle, raaste hain bas mein nahi

khwahishe, manzile hain aur kahin

faasle, raaste hain bas mein nahi

khwahishe, manzile hain aur kahin

ae ajnabi ye to bata

mujhse hai hui kya khata

khamosh kyun nahi ye pal

madhosh yu tera payan

ae ajnabi ye to bata

mujhse hai hui kya khata

khamosh kyun nahi ye pal

Explore this song