Roman script

bandhan tute na sanwariya

bandhan tute na sanwariya

ram kare piya, teri umar me

lag jaye meri bhi umariya

bandhan tute na, sanwariya

ram kare piya teri umar me

lag jayein meri bhi umariya

bandhan tute na

lal basanti, lal basanti nile kare

kachche jagat ke rang hain sare maine to tere 

prem ke patte rang me rang li chunariya

bandhan tute na sanwariya, bandhan tute na

mira krishan ke, mira krishan ke git sunaye

mera jiya piya tere gun gaye

mira krishan ki prem pujaran

apne piya ki main bawariya

bandhan tute na sanwariya

ram kare piya teri umar me

lag jaye meri bhi umariya

bandhan tute na

Explore this song