Roman script

tere pyaar ka kya jabab du 

main ye sochati hu main kya kahu 

inkar karne ka hak to hain 

inkarar karne ka hak nahi

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

tujhe dar nahi hain samaj ka 

tujhe dar nahi hain samaj ka 

kisi rashm ka ya rivaj ka 

mere dil ke jakhm siyega tu 

main zehar bhi hu to piyega tu 

teri baat sach hain magar 

mujhe etbaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

meri arju to wo kar sake 

meri arju to wo kar sake 

meri mang koi na bhar sake 

meri zindagi to na khil sake 

main jo maut mangu na mil sake 

yahi faisala hain nasib ka 

takraar karne ka hak nahi

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe bhul ja mujhe jaan le 

mujhe bhul ja mujhe jaan le 

meri bebasi pahchan le 

na main sauj hu na main saaz hu

main kisi gunah ka raaj hu

khamosh rahne ka hak to hain 

khamosh rahne ka hak to hain 

ijhar karne ka hak nahi

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi 

mujhe pyaar karne ka hak nahi

Explore this song