Roman script

bandh lo ghungru nacho sanam sargam ban jaye duniya ka gam

duniya kya hai jivan kya hai sukh dukh ka hai ek sangam

tere rup ka mere git ka charcha gav gav me

payal kya hai ghungharu kya hai bijli bandh le pav me

chhankara kam hone na paye jab tak gori dam me dam

bandh lo ghungru nacho sanam sargam ban jaye duniya ka gam

duniya kya hai jivan kya hai sukh dukh ka hai ek sangam

maine nayi ek duniya dekhi jab se tere mai sine lagi

jine ki himmat tune jaga di mai to phir se jine lagi

ek taraf ye sari duniya ek taraf piya tum aur hum

nacho sanam gao sanam sargam ban jaye duniya ka gam

duniya kya hai jivan kya hai sukh dukh ka hai ek sangam

duniya kya hai jivan kya hai sukh dukh ka hai ek sangam

Explore this song