Roman script

bana re bambaiya banaras ka bhaiya bana re bambaiya

bana re bambaiya banaras ka bhaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya 

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

bana re bambaiya banaras ka bhaiya

bana re bambaiya banaras ka bhaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya 

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

maine piya hai ganga ka pani 

maine piya hai ganga ka pani

sidha samajh na tu mujhko rani 

sidha samajh na tu mujhko rani

tujhko banaunga khute ki gaiya 

tujhko banaunga khute ki gaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya 

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

look my darling ho darling haye darling

look my darling tera banarasi ban gaya english man

look my darling tera banarasi ban gaya english man

meri lugai dont be shy meri lugai dont be shy

milale mujhse nain ha milale mujhse nain

mujhko pakadne de gori kalaiya 

mujhko pakadne de gori kalaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

le jaunga tujhko gao apne are le jaunga tujhko ganw apne

pure karunga main sare sapne 

pure karunga main sare sapne

tujhko ghumaunga jhumri talaiya 

tujhko ghumaunga jhumri talaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya 

bana re bambaiya banaras ka bhaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

badal gaya kaisa mila jab rupaiya

Explore this song