Roman script

chahe buri lage chahe achhi

tujhe jhuti lage chahe sachi lage 

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat 

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat 

chahe buri lage chahe aachi 

tujhe jhuti lage chahe sachi lage 

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat 

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat 

tujhe dekhu to jiyaa dole jiyaa dole

jara sun le jara sun le jara sun le tu

kuch bole kuch bole chahe maan jao

chahe ruth jao chahe pas aao chahe dur jao

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat khe di

kah di jiyaa ki baat

itna hi tumse hai khna mera kahna 

itna hi tumse hai khan mera kahan

kadmo me tere kadmo me tere ab hai rahna

hai rahna saath chhodna naa haath chhodna naa 

munh modna naa dil todna naa 

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat khe di

chahe buri lage chahe aachi 

tujhe jhuti lage chahe sachi lage 

ho maine ban ke than ke saj ke dhaj ke

kah di jiyaa ki baat

Explore this song