Roman script

mithi hai mosambi to kadva hai karela

maashuk tere andar tu tu tu bahar khadela

ja ja jawani kabse kabse kabse bula rahi hai

buddhi ke chakkar me tu kayeko kayeko kayeko padela

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo 

raat ko khao piyo, din ko aram karo 

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo 

raat ko khao piyo, din ko aram karo

vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah

sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manaao

sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manaao

are are sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manao

sab milake naacho gaao, chhutti hai mauj manaao

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo 

raat ko khao piyo, din ko aram karo

vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah

gaye raja maharaja, ab sab tujha maajha

gaye raja maharaja, ab sab tujha maajha

are are milake bajao baaja, halva khaao taaja

milake bajao baaja, halva khaao taaja

sabhi amir bano, garibi dur karo

raat ko khaao piyo, din ko aaram karo

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo 

raat ko khao piyo, din ko aram karo

vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah vaah

ab na koi ho kadka, na koi paise vaala

ab na koi ho kadka, na koi paise vaala

are are naachege sab milake, jija ho ya saala 

naachege sab milake, jija ho ya saala

chhodo kaale dhandhe, safed kaam karo

raat ko khaao piyo, din ko aaram karo

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo 

raat ko khao piyo, din ko aram karo

bambai se aaya mera dost, dost ko salam karo

Explore this song