Roman script

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

thehro ji baja kar chutkiya baato me banati hu tumhe

abhi lekar ye choti hath me chupke se darati hu tumhe

tum dar ke hasn doge or mai firungi muskaai

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

mehandi ki chuda ke laaliya naino se chudake kaajra

mal dungi jo mukhde par sanam ban jaoge kya socho zara

hans de re hans de re nahi to machati hu shor

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

pakar mere anchal ki hawa mausam ko badal jana pada

akhir to tujhe o saajna mere pyar pe muskana pada

lehrai bin badal bijli si ek lahraai

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

balma hasoge kaise nahi dekho aayi aayi hasi aayi

Explore this song