Roman script

bulleshah kade ishq na kariye ishq de khel nirale

ishq ne mitti vich milaye taja takhta vale

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

ishq ki baji koi na jita sab aashiq gaye haar

kabhi tum ishq na karna ishq na karna yaar

kabhi tum ishq na karna, kabhi tum ishq na karna

ishq me lakho dard bichhode ishq ne lakho ke dil tode

sohni ne thi jaan gawayi sharsi ghar vapas na aayi

ishq ki baat kare jab koi

ishq ki baat kare jab koi mat karna aitabar ho ho

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

do raahe par jab aa jaye aashiq ko kuch samajh na aaye

chhod  ke raja takht hazara naukar banke kare gujara

ishq ke divano ne dhokha 

ishq ke divano ne dhokha khaya hai har baar ho ho

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

bahut kathin hai ishq ki raahe tanhayi aur thandi aahe 

kon kisi ka sath nibhaye ishq me har koi dhoka khaye 

jab koi tumse dil mange to 

jab koi tumse dil mange to kar dena inkar ho ho

ishq na karna yaar kabhi tum ishq na karna

ishq ki baji koi na jita sab aashiq gaye haar

kabhi tum ishq na karna ishq na karna yaar 

kabhi tum ishq na karna ishq na karna yaar 

kabhi tum ishq na karna

Explore this song