Roman script

namaskaaram vadakkam swaagatam mubaarakam

welcome to the indian marriage

balle balle balle balle, tappa tappa adi adi

chori chori chupke chupke dekhe hum ghadi ghadi

nau nau lakkhaan waala haar pehna hai churaayi lo

chudi ki kasam chudi bole dil de ke dil le lo

nau nau lakkhaan waalahaar pehna hai churaayi lo

ishq mein pehla naam aaye maahi ka duja naam sohani

o saiyoni saiyoni saiyoni haay saiyoni saiyoni saiyoni

nau nau lakkhaan waala haar pehna hai churaayi lo

kya kah rahe hain jode shagun ke

le chal mujhe apani shahazaadi chun ke

sindur laali chunar maang tika

tere bina sab lage mujhko phika

balle balle balle balle, tappa tappa adi adi

chori chori chupke chupke dekhe hum ghadi ghadi

suramedaani se mujhako surama lagaayi do

nau nau lakkhaan waalahaar pehna hai churaayi lo

dekhun kisi ki jo shaadi sagaayi

meri jwaani bhi le angadaayi

dekhun kisi ki jo shaadi sagaayi

meri jwaani bhi le angadaayi

mehandi se maine likha naam tera

yu hi na gajara bikhar jaaye mera

balle balle balle balle, tappa tappa adi adi

chori chori chupke chupke dekhe hum ghadi ghadi

bahana tujhko bhejunga dulhan main banaayi ke

nau nau lakkhaan waalapehna hai churaayi lo

isk m phele name aye mahi ka o siyoni siyoni  siyoni  siyoni  

siyoni nau nau lakkhaan waalahaar pehna hai churaayi lo 

chudi ki kasam chudi bole dil de ke dil le lo

nau nau lakkhaan waalapehna hai churaayi lo 

chudi ki kasam chudi bole dil de ke dil le lo

Explore this song