Roman script

balaaye lun mai us dil ki

balaaye lun mai us dil ki jo duniyaa ke liye ro de

jahaa waalo ke ranj-o-gam ko apne khun se dho de

jalaa ke aashiyaa apnaa basaa ke gair ki mhafil

kisi ke soz-e-gam me apne saaje dil ko bhi kho de

meri aankho me uski aankh hi izzat ke kaabil hai

haan haan izzat ke kaabil hai

jo aansu ban ke bah jaaye

jo aansu ban ke bah jaaye usi ko khud me hi kho de 

Explore this song