Roman script

balamva re sajanva re 

jab se naina se naina lage 

balamva re sajanva re

jab se naina balam jab se naina sajan 

jab se naina se naina lage 

more man ki duniya bagi kasur hai nayara 

man ki duniya bagi kasut hai nayara 

hai jisne jita usi ne sab kuch hara 

hai jisne jita usi ne sab kuch hara 

sanvariya prem lagan ho jis ke man me 

sari rain jage 

jab se naina balam jab se naina sajan 

jab se naina se naina lage 

balamva re sajanva re

jab se naina balam jab se naina sajan 

jab se naina se naina lage 

chupke chupke naino me aaye 

chupke chupke naino me aaye 

aur dhire dhire man me samaye 

aur dhire dhire man me samaye 

sanvariya re nainan ban lage more man me 

ho re sanvariya re nainan ban lage more man me 

ghayal kaise bache 

jab se naina balam jab se naina sajan 

jab se naina se naina lage 

balamva re sajanva re

jab se naina se naina lage 

ho bhole balam prit ki rit anokhi 

ho bhole balam prit ki rit anokhi 

ye ki nahi jati jalim kisi se 

nain mile jab hoti 

ye ki nahi jati jalim kisi se 

nain mile jab hoti 

sanvariya re lakh chhupa lo man ki duniya 

daku chor thage 

jab se naina balam jab se naina sajan 

jab se naina se naina lage 

balamva re sajanva re

jab se naina balam jab se naina sajan 

jab se naina se naina lage

Explore this song