Roman script

baje jo bansi thama karo prem lila kiya karo 

baje jo bansi thama karo prem lila kiya karo

kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya 

kaha karo kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo

tumhe hamesha maine chaaha magar juba se kah naa paaya 

sanam yeh such hai pal pal har pal najar najar me tumko maanga

sagar ki leharo me tum ho aawaara 

baadal me tum ho sagar ki leharo me 

tum ho aawaara baadal me tum ho 

saanso me lehraaya karo dhadkan tum ban jaaya karo

itana naa sharmaaya karo mujhe kanhaiyya kaha karo

janam janam kaa saath hai yeh yahi yakinan baat hai

nahi yeh jhuti baat yaara khuda bhi apani saath hai

suraj ke kirano me tum ho saawan ki 

bundo me tum ho suraj ke kirano me 

tum ho saawan ki bundo me tum ho

saamane jab aaya karo thoda sa tum tham jaaya karo

aise naa etraaya karo mujhe kanhaiyya kaha karo

baje jo bansi thama karo prem lila kiya karo

kishan ki radha bana karo mujhe kanhaiyya kaha karo

Explore this song