Roman script

bhagi bhagi jaye dhup 
dhod ke pakad 
zindgi hai daag si 
dho ragad ragad 
bhagi bhagi jaye dhoop dhodke pakad 
zindgi hai daag si 
dho ragad ragad 
din hai bikhra bikhra sa samet le 
raat ko bicha ke fir lapet le 
garv vard jhad apne ghr ko tu saja 
baja baja baja baja ghadi me kya baja
baja baja baja baja ghadi me kya baja
baja baja baja baja ghadi me kya baja
jeevan ki bato ke ulte hai mayne kyun 
apne hi chehre se ruthe hai aayine kyun  
ruthe hai ayine kyun 
vo vo vo vo vo, jeevan ki baato 
ke ulte hai mayine kyun 
apne hi chehre se ruthe hai aayine kyun 
chubhta hai rishto ka libaaas kyun 
har lambha lagta lagta udas kyun
chehre gam me har khushi hai lapata 
baja baja baja baja ghadi me kya baja 
baja baja baja baja ghadi me kya baja
baja baja baja baja ghadi me kya baja 
jisme me rakhe hai 
dil khali bartano se 
aakhon me ghav hai 
sapno ke tutne se vo jismo me rakhe hai 
dil khali bartano se 
aakhon me ghav hai 
sapno ke tutne se 
sapno ki tutne se 
raste sune sune hai khayal ke 
dhage uljhe uljhe hai sawal ke 
khoyi khoyi jine ki har wajha 
baja baja baja baja 
ghadi me kya baja 
baja baja baja baja 
ghadi me kya baja 
baja baja baja baja 
ghadi me kya baja

Song details

Song video

Watch on YouTube