Roman script

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

pariyo ki shahjadi, jab hogi teri shadi

o pariyo ki shahjadi, jab hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

saj jayega dola saj jayega

mangni to shadi ki pahli rasm hai

mangni to shadi ki pahli rasm hai

saiya ji ke raaho pe pahla kadam hai

aji pahli rasm hai, ye pahla kadam hai

ho baat abhi hai aadhi, jab hogi teri shadi

baat abhi hai aadhi, jab hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

sahre ko baandhe dulha jo aayega

sahre ko baandhe dulha jo aayega

layega wo tere liye khushiyo ko layega

aayega dulha aayega, pyari ja khushiyo layega

gori sidhi sadhi, jab hogi teri shadi

o gori sidhi sadhi, jab hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

baja jab baajega to sunega mauhalla

baja jab baajega to sunega mauhalla

gaanv gaanv hoga teri shadi ka halla

bhai sunega mauhalla, shadi ka hoga halla

ho niv aaj rakhwa di, kal hogi teri shadi

niv aaj rakhwa di, kal hogi teri shadi

to phir kya hoga

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

pariyo ki shahjadi, jab hogi teri shadi

o pariyo ki shahjadi, jab hogi teri shadi

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

baj jayega baja baj jayega

saj jayega dola saj jayega

Explore this song