Roman script

baitha hai dil bichhaye, raaho me ye diwaana 

baitha hai dil bichhaye, raaho me ye diwaana 

is baar tum jo aao 

is baar tum jo aao, aakar kabhi naa jaana 

apno se kya shikaayat apno se kya bahaana 

apno se kya shikaayat apno se kya bahaana 

jab bhi bulaoge tum 

jab bhi bulaaoge tum, humko padega aana 

baitha hai dil bichhaye raaho me ye diwaana 

har baar jhuthe waade, har baar jhuthi kasme 

har baar jhuthe waade, har baar jhuthi kasme 

dil me hai pyar tab hi 

dil me hai pyar tab hi, karte ho tum bahaana 

kitane samundaro ko, thukra diya hai maine 

ho kitane samundaro ko, thukra diya hai maine 

ae pyaas dene waale 

ae pyas dene waale ye, pyaas mat bujhaana 

baitha hai dil bichhaye raaho me ye diwaana 

najre milaake tumne, jaadu jaga diya hai 

ho najre milaake tumne, jaadu jaga diya hai 

yu hi nahi hua hai

yu hi nahi hua hai ye dil mera deewaana 

yu dil ki dhadakano me, shaamil huye ho ab tum 

yu dil ki dhadakano me, shaamil huye ho ab tum 

shaamil hai jaisew humdam 

shaamil hai jaise humdam, har saaj me taraana 

apno se kya shikayat apno se kya bahaana 

raahe wafaa me humne, likhi hai jo ibaarat

raahe wafaa me humne, likhi hai jo ibaarat  

duniya me kal usi ka 

duniya me kal usi ka, ban jaayega fasaana 

baitha hai dil bichhaaye, raaho me ye deewaana 

jab bhi bulaaoge tum

jab bhi bulaaoge tum, humko padega aana  

baitha hai dil bichhaye, raaho me ye diwaana 

apno se kya shikayat, apno se kya bahaana 

baitha hai dil bichhaye, raaho me ye diwaana

Explore this song