Roman script

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

is mohabbat ne kya kar diya

tujhko chaha to bas, chahata hi gaya

teri chahat ne kya kar diya

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

kya keh gayi, aaj teri nazar

aa puchh mujhse, meri hamsafar

tu jo nahi to, jawani hai kya

tujh bin sanam, zindagani hai kya

pal pal machalta hai dil

din raat jalta hai dil

teri ulfat ne kya kar diya

tujhko chaha to bas, chahata hi gaya

teri chahat ne kya kar diya

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

taqdir se maine paya tujhe

dhadkan me apni basaya tujhe

ye pyar kya hai, na jana sanam

bas ho gaya main diwana sanam

kehati hai dil ki lagi aankho se tune jo ki

us shararat ne kya kar diya

tujhko chaha to bas, chahata hi gaya

teri chahat ne kya kar diya

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

bahut yaad aati hai tu, mujhe aazmati hai tu

Explore this song