Roman script

bahut mayus ho kar

kucha ae katil se hum nikle

ilahi ab ye minnat hai

dil nikle ya dum nikle

dil nikle ya dum nikle

karte hai wo ab humse

mohabbat ka bahana

karte hai wo ab humse

mohabbat ka bahana

mano ya na mano 

hai ye makkar zamana

mano ya na mano 

hai ye makkar zamana

nafrat bhi nahi humse

ulfat bhi nahi hai

nafrat bhi nahi humse

ulfat bhi nahi hai

ha kehne ki, na kehne ki

fursat bhi nahi hai

ha kehne ki, na kehne ki

fursat bhi nahi hai

din raat sunate the kabhi

dil ka tarana

hume dil ka tarana

mano ya na mano 

hai ye khudgarj zamana

mano ya na mano 

hai ye khudgarj zamana

makkar zamana

ikarar bhi karte nahi

inkar nahi hai

ikarar bhi karte nahi

inkar nahi hai

ab bato pe unki 

hume aitbaar nahi hai

ab bato pe unki 

hume aitbaar nahi hai

aata hai unhe khub

aji dil ka jalana

aji dil ka jalana

mano ya na mano 

hai ye khudgarj zamana

mano ya na mano 

hai ye khudgarj zamana

makkar zamana

Explore this song