Roman script

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

tumhe apni bechain baaho me bhar ke

tumhe apni bechain baaho me bhar ke

ab ikarar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

inhe dekh ke ab gujarti hai raate

main har waqt karta hu bas inse hi baate

sanam inse maine hai jo bhi chhupaya

jo ijhaar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

tumhe apni bechain baaho me bhar ke

tumhe apni bechain baaho me bhar ke

ab ikarar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

inhe is tarah se jhukaya karo na

koi raaz mujhse chhupaya karo na

sanam ab humesha hi chahta se inka

yu didaar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

tumhe apni bechain baaho me bhar ke

tumhe apni bechain baaho me bhar ke

ab ikarar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai aankhe tumhari

inhe pyar karne ko dil chahta hai

bahut khubsurat hai

la ll la la ll la

dil chahta hai

inhe pyar karne ko dil chahta hai

inhe pyar karne ko dil chahta hai

Explore this song