Roman script
sama albela din hai milan ke preet leke aaye dekho meet mere man ke sama albela din hai milan ke preet leke aaye dekho meet mere man ke samma albela piya piya gaaye jiya nache man mora piya piya gaaye jiya nache man mora meri unki jodi jaise chand aur chakora naino mein chhupaye firu sapne saajan ke sama albela din hai milan ke preet leke aaye dekho meet mere man ke samma albela jinhe maine dil diya wo bhi rahe mere jinhe maine dil diya wo bhi rahe mere man mein manaau main sanjh aur sawere jite ji na tutege ye bandhan jeevan ke sama albela din hai milan ke preet leke aaye dekho meet mere man ke samma albela jaise unke achche din fir se laut aaye fir se laut aaye maalik aise sabki sune sabke din lautaye maalik aise sabki sune sabke din lautaye ha ha sabke din lautaye ha ha sabke din lautaye sabke din lautaye sabke din lautaye
Song details
- Singer: Mahendra Kapoor
- Singer: Manna Dey
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Anuradha (1960)
- Composer: Ravi Shankar
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Leela Naidu
- Actor: Mukri
- Actor: Nasir Husain
- Actor: Asit Sen
- Actor: Rashid Khan
- Actor: Abhi Bhattacharya
- Actor: Hari Shivdasani
- Actor: Baby Bano
- Actor: Ashim Kumar
- Actor: Bhudo Advani
- Actor: R P Kapoor
Song video
singer: Mahendra Kapoor, Manna Dey, Lata Mangeshkar