Roman script

o hay aa

bahut din bit gaye baalma

na mukh dikhlaya

na khat kabhi aaya

sandeshwa na laya

kaga bol bol ke

bhaut din bit gaye baalma

ye chaman ye kaliya ye phulo ka sama

ye chaman ye kaliya ye phulo ka sama

o koyaliya bata de mora piya hai kaha

ye chaman ye kaliya ye phulo ka sama

jiya bas me nahi bairi bas me nahi

haye bas me nahi

ho baadal ghir aaya khayal tera aaya

sandeshwa na laya

kaga bol bol ke

bhaut din bit gaye baalma

o hay aa

mora aanchal hawa me ajab rang laye

mora aanchal hawa me ajab rang laye

jaise jiya ki dhadkan mohe ye bataye

jaise jiya ki dhadkan mohe ye bataye

saajan ne hai aana piya ne hai aana

baalam ne hai aana

ho baadal ghir aaya khayal tera aaya

sandeshwa na laya

kaga bol bol ke

bhaut din bit gaye baalma

koi jake balam se ye kahde batiya

koi jake balam se ye kahde batiya

teri raahe take meri do ankhiya

koi jake balam se ye kahde batiya

dil yaad kare fariyad kare

haye yaad kare

ho baadal ghir aaya khayal tera aaya

sandeshwa na laya

kaga bol bol ke

bhaut din bit gaye baalma

Explore this song