Roman script

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

meri aaj unse mulakaat hogi

meri aaj unse mulakaat hogi

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

salame mohabbat main unse kahunga

salame mohabbat main unse kahunga

tarana wafa ka suna ke rahunga

dil ko yaki vo baat meri maan jaayenge

dil ko yaki vo baat meri maan jaayenge

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

mohabbat ki raaho me jeene se pahle

mohabbat ki raaho me jeene se pahle

lagaun unko main seene se pahle

vo pyar ke ikraar ko pahchaan jaayenge

vo pyar ke ikraar ko pahchaan jaayenge

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

mukaddar se aaye mulakaat ke din

mukaddar se aaye mulakaat ke din

ye din bhi hai unki inayat ke din

hum aaj banke husn ke mehmaan jaayenge

hum aaj banke husn ke mehmaan jaayenge

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

meri aaj unse mulakaat hogi

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

bahaaro ne chheda khushi ka tarana

Explore this song