Roman script

baharon ki baraat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi

suno to mere dil suno to meri jaan 

hothon pe dil ki baat aa gayi

baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke sath aa gayi

suno to mere dil suno to meri jaan 

hothon pe dil ki baat aa gayi

baharon ki baraat

mujhse dekho na shrmana tum

meri bahon me kho jana tum

mujhse dekho na shrmana tum

meri bahon me kho jana tum

intjaar ki had ho chuki aur jyada na tarsana tum

aur jyada na tarsana tum

baharon ki barat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi

suno to mere dil suno to meri jaan 

hothon pe dil ki baat aa gayi

baharon ki baraat

honge mutthi me dono jahan jis ghadi me unhe paunga

honge mutthi me dono jahan jis ghadi me unhe paunga

chand suraj ke dole me dil apne ghar par unhe launga

apne ghar par unhe launga

baharon ki barat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi

suno to mere dil suno to meri jaan 

hothon pe dil ki baat aa gayi

baharon ki barat aa gayi khushi ko le kar sath aa gayi

suno to mere dil suno to meri jaan 

hothon pe dil ki baat aa gayi

baharon ki baraat

Explore this song