Roman script

bahare luta ke najare dikha ke 

na jana mere dil ki duniya me aake

bahare luta ke najare dikha ke 

na jana mere dil ki duniya me aake

badi mushkilo se hai 

dil ko basaya

o ho aaha 

badi mushkilo se hai 

dil ko basaya

bahut kuch gava ke 

tumhe maine paya

mujhe paas lake 

ye daman chhudake 

na jana mere dil ki duniya me aake

bahare luta ke najare dikha ke 

na jana mere dil ki duniya me aake

kaha le chali hai 

mohabbat ki raahe

o ho aa ha aaha haha

kaha le chali hai 

mohabbat ki raahe

pata khud batati hai milke nigahe

nigahe mila ke ye masti pila ke

na jana mere dil ki duniya me aake

bahare luta ke najare dikha ke 

na jana mere dil ki duniya me aake

meri zindgani ki 

mehfil saja do

o ho aaha

meri zindgani ki 

mehfil saja do

mere pyar ki pahle manzil

to lado 

to manzil pe aake ye 

mehfil saja ke

na jana mere dil ki duniya me aake

bahare luta ke najare dikha ke

Explore this song