Roman script

bahar aa gayi o masti cha gayi

bahar aa gayi o masti cha gayi

zindagi tarane gaye jhum jhum ke

bahar aa gayi o masti cha gayi

ye hawa udaye mori kori chunariya

jhuki jhuki jaye mori bholi nazariya

ye hawa udaye mori kori chunariya

jhuki jhuki jaye mori bholi nazariya

ankhiya phadke jiyara dhadke

jiyara dhadke jhum jhum ke

bahar aa gayi o masti cha gayi

zindagi tarane gaye jhum jhum ke

bahar aa gayi o masti cha gayi

hai jawa nigaho me ye kaisi mastiya

hai jawa nigaho me ye kaisi mastiya

madbhari adao me hai kaisi shokhiya

gajab ye shokhiya lutaye mastiya

lutaye mastiya jhum jhum ke

bahar aa gayi o masti cha gayi

hai kadam kadam pe jhumti jawaniya

pyar chedne laga hai kya kahaniya

hai kadam kadam pe jhumti jawaniya

pyar chedne laga hai kya kahaniya

hansi jawaniya kahe kahaniya

kahe kahaniya jhum jhum ke

bahar aa gayi o masti cha gayi

zindagi tarane gaye jhum jhum ke

bahar aa gayi o masti cha gayi

Explore this song