Roman script

bagiya sukhi aas ki ho uda man ka chain
deepak bujh gaye pyar ke suni ho gayi ren 
phir laut ke aaja balma
phir laut ke aaja re haye laut ke aaja re
phir laut ke aaja balma
phir laut ke aaja re haye laut ke aaja re
bhul gaya hai kya tu mera 
bhul gaya hai kya tu mera pyar bhara afsana
bhul gaya hai kya tu mera pyar bhara afsana
main thi teri bulbul balm tu tha mera git 
tu tha mera git 
main thi teri bulbul balm tu tha mera git 
tu tha mera git 
phir darsh dikha ja 
phir darsh dikha ja phir laut ke aaja re 
haye laut ke aaja re 
dard sunaun kisko apna
dard sunaun kisko apna tum ho mujh se dur 
dard sunaun kisko apna tum ho mujh se dur 
bair ne par kat liye haye udane se majbur
udne se majbur 
bair ne par kat liye haye udane se majbur
udne se majbur
phir pankh laga ja
phir pankh laga ja balma phir laut ke aaja re
phir laut ke aaja balma
phir laut ke aaja re haye laut ke aaja re

Song details

Song video

Watch on YouTube